Lyrics Of Hindi Song Yeh Pyaar Hai ~ Hindi Bollywood Lyrics | Hindi Songs Lyrics | Bollywood Movie Songs


Lyrics Of Hindi Song Yeh Pyaar Hai



Hindi Song Title:Yeh Pyaar Hai
Hindi Movie:WOODSTOCK VILLA
Singer:Anchal Datta Bhatia

Hindi Lyrics:

chaand aadha saada saada,koyi ghum toh nahi
tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai

chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi
tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
haan yeh pyaar hai,yeh pyaar hai....2

chaand bhul ke rasta, teri galiyo mein aaya
aur karke bahaana chhat pe woh muskuraaya
chaandani mein sab nahaaye, bheege hum kyun nahi
tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai....2

ho sake toh khuda se do chaar dil aur le le
tum na hoge tanaha hum na honge akele
saath jile jindagi mein wakt kam toh nahi
tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai
yeh pyaar hai....2
chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi
haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai....2

Return To Main Menu


Custom Search